Posts

Showing posts from June, 2010

Meheki fiza hai - My Original Composition

Meheki Fiza hai Behaki Hawaa hai Khoya sama Hai barasata aasmaan hai aise hi mausam main yaad woh aate hai bhuul na jinko chaahate hai hum Kya tha pata unko kya thi khabar Koyi chahata tha unhe Raat Din Kehana saka main yeh baat unse Ruth na jaaye yeh lagata tha darr. (mehaki Fiza...Aasmaan Hai) Aaye mere itne kareeb unse toh kuch bhi na main keh saka nazren mili unse meri manzil mili mujhko aise koyi unki adaa tadapane lagi dil tha kahi toh kahi hosh the jaane waha kitne madhosh the.. (Mehaki Fiza hai.... Aasmaan Hai)