Meheki fiza hai - My Original Composition

Meheki Fiza hai Behaki Hawaa hai
Khoya sama Hai barasata aasmaan hai
aise hi mausam main yaad woh aate hai
bhuul na jinko chaahate hai hum
Kya tha pata unko kya thi khabar
Koyi chahata tha unhe Raat Din
Kehana saka main yeh baat unse
Ruth na jaaye yeh lagata tha darr. (mehaki Fiza...Aasmaan Hai)
Aaye mere itne kareeb unse toh kuch bhi na main keh saka
nazren mili unse meri manzil mili mujhko aise koyi
unki adaa tadapane lagi
dil tha kahi toh kahi hosh the
jaane waha kitne madhosh the.. (Mehaki Fiza hai.... Aasmaan Hai)

Comments

Post a Comment

Popular posts from this blog

What makes me Uncommon

ROOMMATES

The Best of Childhood